|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
|
| |
|
|
|
SAALGIRAH
Aaj mijhay fir se kuchh naye kapde milay pehennay ko, Burdhay darzee ki sooi ruki nahin is baar bhi- Umr kay moti jaday in kapdo ko dekh kar nazray Jhoothi taarif say thhaki nahin is baar bhi.
Nangay badan ko dhakta raha saalon-saal isi tarah Khairaat ke yeh kapde pehen loonga is baar bhi.
|
|
| | |
|
|
|
|
|
|
|